...

8 views

jaahan-e-faani:
Dastur-e- duniya hai,
kon yaha sada raha hai,
palat jana parta hai,
asal zindagi ki taraf,
khaliq-e-haqiqi se milna hai,
ek din is jism ko bhi rooh se juda hojana hai,
Ishq-e-haqiqi ka noor dil mein basa ho jo,
wo khush naseebi ki mout,
jismein imaan basa ho jo,
jaahan-e-faani ko pehchan gaya jo,
phir asal zindagi ki kahani pehchan gaya wo.
© Queen writes