...

7 views

Ishq intezaar hain
Ishq intezaar hain
intezaar bekaraar hain
sadiyon ki hain prampara
ishq rehta hi hain adhoora

mukkamal hota hain
jis kisi ka ishq
bas wahi mukkadar
ka Rajkummar hain
varna ishq toh bas intezaar hain

mohabbat ki na koi dawaa
na koi ilaaj hain
jisko bhi hua ishq
uska jeena hua dushwaar hain

duaa mein maangate hain log
mohabbat ko apni
par us mohabbat ko toh saala
kisi aur se hi pyaar hain

kya kehna hum logon ka jab
Meera aur Krishna ka hi ishq
adhoorepann ki misaal hain

Ishq intezaar hain
ishq intezaar hain

Kahin ladka toh kahin ladki
dhokhebaaz hain
kisi ko apni mashooka par...