ye masla ab bhi rahta hai !
Tuje dekhu nhi dekhu.
ye masla ab bhi rhta hai.
tujhe chahu, nhi chahu.
ye masla ab bhi rhta hai.
tu khahish hai ki fitrat hai.
tu mumkin hai ki ulfat hai.
ye masla ab bhi rhta hai.
teri pajeb ke sadke.
mai gau ke nhi gau.
ye masla ab bhi rhta hai.
teri hasrat pe mai mud jau ya ab ruk jau.
ye masla ab bhi rhta hai.
tu hai ki nhi dil me, ye dil ku aabad rhta hai.
mumkin hai ke ye gumrahi, me hi behlta hai.
ye masla ab bhi rhta hai.
ye masla ab bhi rhta hai.
tujhe chahu, nhi chahu.
ye masla ab bhi rhta hai.
tu khahish hai ki fitrat hai.
tu mumkin hai ki ulfat hai.
ye masla ab bhi rhta hai.
teri pajeb ke sadke.
mai gau ke nhi gau.
ye masla ab bhi rhta hai.
teri hasrat pe mai mud jau ya ab ruk jau.
ye masla ab bhi rhta hai.
tu hai ki nhi dil me, ye dil ku aabad rhta hai.
mumkin hai ke ye gumrahi, me hi behlta hai.
ye masla ab bhi rhta hai.