...

14 views

khoona jaye Taare Zameen par
haar kisiko kisi cheez ki talaash hai
haar kisiko kisi muqam pe Jana hai
haar kisiko Sabse Awwal ana hai
haar kisiko Ko sapne sach kar dhkana hai

duoud lage hai kamiyabi ki
duoud lage hai paise ki
duoud lage hai jeetne ki
duoud lage hai harane ki

zindagi ki dhoud Mai duodna hoga
zindagi ki Jang Mai ladna hoga
zindagi ki kheal Mai jeetna hoga
zindagi ki raste par chalna hoga

iss Safar Mai khud Ko khoona doo
Apne andar ki masumiyat ko khoona doo
woo kheel khelati hasi Ko khoona doo
Apne andar ki bachai Ko marna doo
uzma fatima