...

27 views

kya kahu me apani mamma ki tarif me.....
kya kahu meri mamma ke bare me....
koi shabd is layak nahi bana uski tarif me.....
shabdo ka khajana bhi khatm ho jaye uski tarif ki shuruat(starting) me.....
kya batau me is layak nahi ki kuch kah saku unake bare me....
kya kahu me apani mamma ke bareme......
(our mother is our life)

- Isha Sonani

©