...

13 views

kya khaana bnaana ladkio ki sirf ladkio ki duty hai
kya sirf ladkio ki ek hi duty hai khaana bnaana
kya sirf khaana bnaana aata hai tbhi unhe achha smjha jaata hai
kya khaana bnaana nhi aata to kya vo sanskaari nhi hoti
kya khaana bnaana aata hai to uska mtlb ki ladkio sb kaam aate hai
kya khaana bnaana nhi aata to uska mtlb ladkio kuchh bhi kaam nhi aata
kya khaana bnaana hi ladkio ko sukh de paata hai
kya khaana bnaana nhi aata to kya ladkiya khush nhi rehti
kyu sirf ladkio ko hi khaa jaata hai ki khaana bnaana sikho


© kittu