...

15 views

Wada
Wada Kiya hai maine jo
Wo main nibhaungi
Tujhe chodd kr khin
Or nhi jaungi
Tu bhi kr de wada mujhse
Pyar tu nibhayega
Hath Tham mera
Kisi or ka na thamega
Main rhun ya na rhun
Pr saya tere sth rhega...
Ye wada hai tujhse
Jo kiya h maine dil se.....

Written By- Manisha Mehta