...

7 views

Khwab
tere hath ki main wo lakeer ban jaon
sirf main hi Tera muqadar teri takdeer ban jaon
main tujhe itna chahoon ke
tu bhul jaaye har rishta sirf main hi Tere har rishte ki tasvir ban jaon
tu Aankhen band karen to aao mein hi najar is tarah mein tere har nind ka khawab ban jaaun