...

5 views

Talash na kar 🍁💯
Apne gham ki numaish na kar_ 🍁
Apne Zameer ki Azmaish na kar_🔥

Jho Tera hai tere pass khud aaye gah_🥀
Har Rooz isse paane ki khwahish na kar_💕

Taqdeer badal jaiye gi apne app hi aye insaan_💯
Muskurana sikh le _ wajeh Talaash na kar_💫

© @Malik_writer_