Har raat ki kahani
Aj itne Dino bad firse kuch likh raha hu..
Raat mein jage mussafir ki tarah aj phirse kheyalo mein khoya kuch soch raha hu..
bachpana khatam honeko Aya hai,
phirbi bachpan khone ka daar nahi, keval khudko is dor mein dhund raha hu.
jo Manga woh mila nahi isiliye sab kuch Pana chahata hu.
jitna dikhta hai utna asan nahi jante huye bhi ki utna kabil nahi , firbe khara Utna chahata hu.
chahe dur ho jitni ,sayad dikhe bhi na
manzil ke ummed mein har ek din apne kam mein bita dena chahata hu,
nadani zaroor hai lekin thokar kha ke bhi har halat mein sikhna chahata hu.
ekdin sayad Esa bhi aye ki manzil hi choti lage,us qwahish mein aj ka din bhi mein pure siddhat se Jenna chahata hu,
age Barna chahata hu.
©aniket das