...

15 views

Din
Din chadha hai,
Unki yaad ai hai.
Unki yaad ne hi to,
Yeh baat sunai hai.
Unko baat suna kar,
Mujhe sakuun sa milta.
Unki atma bhi shayd khush hoti,
Mai bhi sakuun me hota.
Unko khush hai rakhna,
Unki fikar hai krni.
Bas yahi hai Krna,
Ki unki aankh kabhi na bharni.
© Deep