...

2 views

โ€œ๐™๐ˆ๐๐ƒ๐€ ๐™๐€๐Š๐‡๐Œ๐Ž ๐Š๐ˆ ๐”๐๐Š๐€๐‡๐ˆ ๐ƒ๐€๐’๐“๐€๐€๐โ€
๐ˆ๐ฌ ๐ค๐š๐ฏ๐ข๐ญ๐š ๐ค๐ž ๐๐ฐ๐š๐ซ๐š, ๐ค๐š๐ฏ๐ข ๐š๐ฉ๐ง๐ข ๐ฌ๐จ๐œ๐ก ๐ค๐จ ๐ฏ๐ฒ๐š๐ค๐ญ ๐ค๐š๐ซ๐ญ๐ž๐ฒ ๐ก๐ฎ๐ฒ๐ž ๐ฒ๐ž๐ก ๐ค๐ž๐ก๐ง๐š ๐œ๐ก๐š๐ก๐ญ๐š ๐ก๐š๐ข ๐ค๐ข, ๐ณ๐ข๐ง๐๐š๐ ๐ข ๐ค๐ž ๐๐š๐ซ๐ ๐š๐ฎ๐ซ ๐ญ๐ก๐š๐ค๐š๐ง ๐ฌ๐ž ๐›๐ก๐š๐ซ๐ž ๐ซ๐š๐š๐ฌ๐ญ๐ž ๐ฉ๐š๐ซ ๐ฃ๐ž๐ž๐ง๐š ๐ž๐ค ๐ค๐š๐ญ๐ก๐ข๐ง ๐ฒ๐š๐ญ๐ซ๐š ๐ก๐š๐ข. ๐‰๐š๐› ๐ก๐š๐ซ ๐ฉ๐š๐ฅ ๐๐š๐ซ๐ ๐ฌ๐ž ๐›๐ก๐š๐ซ๐š ๐ก๐จ ๐š๐ฎ๐ซ ๐ค๐ก๐ฎ๐ฌ๐ก๐ข ๐ค๐ข ๐ค๐š๐ฆ๐ข ๐ก๐จ, ๐ญ๐จ๐ก ๐ฃ๐ž๐ž๐ง๐š ๐ฌ๐ข๐ซ๐Ÿ ๐ž๐ค ๐›๐จ๐ฃ๐ก ๐ฅ๐š๐ ๐ญ๐š ๐ก๐š๐ข, ๐ฃ๐ข๐ฌ๐ฌ๐ž ๐œ๐ก๐ฎ๐ญ๐ค๐š๐š๐ซ๐š ๐ฉ๐š๐š๐ง๐š ๐ก๐ข ๐›๐ž๐ก๐ญ๐š๐ซ ๐ก๐จ๐ญ๐š ๐ก๐š๐ข.

Aina kehta hai, kehna toh nahi chahiye,
Tu ab tak zinda hai, rehna toh nahi chahiye.
Dard ka bojh itna sehna toh nahi chahiye,
Dil thak gaya hai, ab dhadakna nahi chahiye.

Palkein bhi bhari hain, lagni toh nahi chahiye,
Neend toh aati nahi, par waqt par aani chahiye.
Har pal dard ka silsila hain, par hona toh nahi chahiye,
Dilon ke darmiyaan, faasla nahi chahiye.

Chhupaye hue hain jo dard dil ke kone mein,
Unhe duniya ke saamne lana nahi chahiye.
Aankhon mein aansuon ka samundar bhale ho,
Par unhhe dusron ke samne dikhana nahi chahiye.

Zakhmon ki kahani kisi ko sunana nahi chahiye,
khud ko bas aur khona nahi chahiye.
Har lafz jo zubaan se nikalta hai yeh,
Woh dil ke zakham ko dikhana nahi chahiye.

Tanha raatein jo kahaaniyon se bhari hain,
Unmein ab aur tadapna nahi chahiye.
Raat ki tanhayi mein jagna nahi chahiye,
Dard se tadapti kaali raatein ab aur nahi chahiye.

Zameen ka sparsh bhi thoda bhaari lagta hai,
Aasmaan ka aangan todna nahi chahiye.
Jism ka bojh bematlab uthana nahi chahiye,
Ab rooh ko satana nahi chahiye.

Har pal jo guzra hai, usmein khushi ki kami hai,
Ab us khushi ko aur dhundhna nahi chahiye.
Zindagi ka safar adhura nahi chahiye,
Par zinda rehne ka koi khwab nahi chahiye.

Dil ke kone mein jo khali pan basa hai,
Usko aur gehra banana toh nahi chahiye.
Zindagi se ye adhura sa rishta nahi chahiye,
Khushiyon se doori ka ehsaas nahi chahiye.

Dard bhare raaste ab nahi chahiye,
Dil se jude wo jazbaat ab nahi chahiye.
Jee rahe ho, magar jeena kaun chahta hai,
Itni thakan mein ab toh chalna nahi chahiye.

Musafir hain tu is raah ka, lekin ruk jaana chahiye,
Zakhmon ko ab aur chhupana nahi chahiye.
Dil ka bojh ko aur badhana nahi chahiye.
Tanhaayi mein khud ko khona nahi chahiye.

โ€œAina kehta hai, kehna toh nahi chahiye,
Tu ab tak zinda hai, rehna toh nahi chahiye.โ€

โ€œ๐™ƒ๐™–๐™ง ๐™ฏ๐™–๐™ ๐™๐™ข ๐™ ๐™ค ๐™˜๐™๐™๐™ช๐™ฅ๐™–๐™ฃ๐™š ๐™ ๐™ž ๐™ฏ๐™ž๐™™๐™™ ๐™–๐™—
๐™˜๐™๐™๐™ค๐™™ ๐™™๐™ค,
๐™•๐™ž๐™ฃ๐™™๐™–๐™œ๐™ž ๐™ ๐™ž ๐™ฉ๐™๐™–๐™ ๐™–๐™–๐™ฃ ๐™จ๐™š, ๐™ ๐™๐™ช๐™™ ๐™ ๐™ค ๐™—๐™–๐™จ ๐™–๐™ฏ๐™–๐™–๐™™ ๐™ ๐™–๐™ง ๐™™๐™ค.โ€

โ€œ๐˜ผ๐™œ๐™–๐™ง ๐™๐™–๐™ง ๐™ฅ๐™–๐™ก ๐™ข๐™š๐™ž๐™ฃ ๐™๐™–๐™ž ๐™—๐™–๐™จ ๐™™๐™–๐™ง๐™™ ๐™ ๐™– ๐™จ๐™–๐™ฉ๐™,
๐™๐™ค๐™ ๐™Ÿ๐™š๐™š๐™ฃ๐™š ๐™ ๐™ž ๐™ฏ๐™ž๐™™๐™™ ๐™ข๐™š, ๐™–๐™— ๐™—๐™–๐™จ ๐™š๐™  ๐™–๐™–๐™ ๐™๐™ง๐™ž ๐™ง๐™–๐™–๐™ฉ.โ€

- ส™ส สœแด€ส€แด…ษชแด‹ แดŠแด€ษชษด. ยฉ
ยฉ Hardik Jain