...

10 views

Zindagi....!!!!
zindagi...
zindagi ek samundar ki tarah Hoti hai....

upar se toh lagta hai ki jaise koi...
subah ka saveraa....
jevan ka kinara...
kisi ki vafa..
khuda ka tohfa...
din ka suraj...
raat ki Chandni...

par jab jine ki Baari aati hai n ....

tb aaisa lagta hai ki jaise.....
din mai andhera....
raat mai pathjhar...
aankhon main aansu...
dil mai chuubhan....
soonsaan rahoo mai Ghana tufaan....

samundar upar se kinta bhi shant Kyu n lagta ho par uske andar Jo too fan macha hota hai n uska andaaj koi nhi lagta Sakta..

vaise he ....hamari zindagi bhi...

bhale hi upar se hum kinta bhi muskuraye par humare sine main dafne iis tufaan koi nhi Dekh Sakta...

It's reality of your life......
-Janhvi Salunke...
# CutePrincess.....