...

122 views

Darr Kesa ¿
Na kisi pr nirbhar hoon main,
Na khoaf koi nidar hoon main,
Ye aasman mera hai udaan meri hogi,
Pankh mere hawaon ko choone ko bane hain,
Na kaid jaan ye pinjre mein hogi,
Aazad hain aabad hain musafiron ka ghar kesa?

Kuch paane ki ichcha nhi,
Kuch kho dene ka darr kesa?

"Hum roz karte koshish uss aasman ko choone ki
Jo upr hone k guroor mein rehta hai..."

*Hindi*

ना किसी पर निर्भर हूं मैं,
ना खोफ कोई निडर हूं मैं,
ये आसमान मेरा है, उड़ान मेरी होगी,
पंख मेरे हवाओं को छूने को बने हैं,
ना कैद जान ये पिंजरे में होगी,
आज़ाद हैं आबाद हैं मुसाफिरों का घर केसा?

कुछ पाने की इच्छा नहीं,
कुछ खो देने का डर केसा?

© Demon

"Haan thik hai main apni anaa ka mareej hoon,
Akhir mere mijaaj mein kyun dakhal de koi"
- Janab John Elia

*nirbhar- dependent,
khoaf- fear
nidarr- brave
guroor- false pride
Anaa- Ego
mareej- patient
mijaaj- mood*