...

14 views

fark ..
Kaha tha n ak din fark padna band ho jayega ...
Tumhre liye tadpana band ho jayega...
Ak din tumhre dur jane ki kasak khatm ho jayegii...
Tumhri yado ka ana bnad ho jayega...
Tumhre intejar ha silsila tham sa jayega ..
Ak din hm sb bhul jayenge
Ha wo din a gaya..h..
Ha wo din a gaya h ...
kaha tha n ak din fark padna band ho jayega.