...

17 views

wo baatein...
wo baatein purani hai
kaise bhi bas ushe bhulani hai
apni zindagi me koi to aisi kahani hai,
jise bas ab bhulani hai,
kya fayda un lamho ko yaad karke,
bas reh jayenge aakhe bhar ke,
wo to bas ek kahani hai
kaise bhi bas ushe bhulani hai....💔