...

3 views

Samay sab se bada guru
Samay bada nirala hai
yah hame sab kuch sikhlata hai
kaun hai apna aur kaun paraya
yah hame dikhlata hai
Es ka her andaj nirala hai
Jo pal pal main sikhalta hai
Jindagi jeene ki sahi rah dikhlata hai
samay bada nirala hai

© Neelam🌺
#Samay #nirala #paraya #andaj #sikhlata #jindagi #