...

11 views

safar
safar ab suhana nahi
safar ab naya bhi nahi
safar hi hai rahi tere liye
tu therte hue pal ka dewaana nahi

humne jaise socha tha
safar ab tu naya sa lagta hai
har pal tujhe kehna ka man krta hai
safar tujhe chahne ka mera bahana nahi

waqt rehte sikh lo
safar me humsafar nhi milte
yaha toh jeena hi hai akele
yaha tum kisi ke jeene ka sahara nhi

tu sun kabhi meri baat
tu sun kabhi mere saath
waqt toh hai nhi ab
lagata tu ab anjana nahi