...

6 views

chhodo ye kissa purana hua😊
chhodo ye kissa ab purana hua
aapki haamri kahani ko likhe
jaise ek jamna hua
meri rahne do apni
kuch sunao tum
mujhse itna pyar kyu
dima kuch batao tum
mana kuch khas nhi mujhme
aapke pyar pane k liye
kya kisi se itna pyar kr
paoge aap sach sach
dida batao tum
meri hatho ki lakeero m
kuch khas nhi dima
koi or khas h kya
uaska didar karao tum



© Akshu chauhan