...

2 views

Sapna
sapno.ko dekhna hai
to aage badhna hoga
kaate par chalkar
fool me khilna hoga
raasta agar kathin hai
to assan banana hoga
thokar khakar hi
manzil ko pana hoga
zindagi mili hai
muskurakar jio
apni ke saath dil laga kar jio
roothe hue ko mana na hoga
mohabbat kya hai ye batana hoga
Safiya khan