...

8 views

Yahi aakhri khawaish hai meri.....!!!
Main khud ko bhulana chahti hu....
apni raahoo ko aage badhana chahti hu....
main duniya ko jinta chahti hu....
infinity ko Chuunna chahti hu....
yahi aakhri khawaish hai meri....

Main uus success ko pana chahti hu...
meri jeet ko mehsoos Krna chahti hu....
is duniya ko dikhana chahti hu ki kam nhi hu main.....
yahi aakhri khawaish hai meri.....

duniya kehtii rahhegi ...
or ...
muzhe khuch aaisa Krna hai ki sari duniya Dekhti rahegi....
uus din meri jeet hogi .....
yahi aakhri khawaish hai meri.....

Jo sunate thhe taane....
tala hoga unke muhpar...
ab muzhe....
baaton se nhi....n hi jazhbaatoon se....
mehnat se DeNa hai javab....
yahi aakhri khawaish hai meri.....

bs bohot kr li duniya ki kdr....
par is bhid main koi apna na mila....
bs apno ka ek sapna hi mila...
jisne dard ke alawa khuch nhi diya....
Main is duniya ko sabak dikhana chahti hu....
dilo main pyaar ke diye jalana chahti hu....
yahi aakhri khawaish hai meri....

#janhvi Salunke...
#cute Princess......
# khawaish......