Aadat
Ek din achanak tum aaye zindagi mein meri
Pata hi nahi chala kab tum meri aadat ban gaye puri
Baat baat pe ladna aur phir ek dusre ko manana
Har khushi aur har gum tujhse baantna
Haste haste rona aur rote rote hasna
Choti Choti baaton pe gussa hona aur phir yuhi muskurana
Chaar saal toh pal bhar mein yuhi beet gaye
Par itni saari khubsurat yaade chod gaye
Meri dosti ke kitab ka shayad tum aakhri panna ho
Jisko mein humesha sambhal ke rakhna chahti hu
Chaahe zindagi humein kahi bhi le jaye
Mein humesha tera ek chota sa hissa rehna chati hu..
© Savy