...

10 views

ek ladka tha divana💏
ek ladka tha divana sa
jo pyar mujhse karta tha.
jab bhi mai usake pass se hokar gujrti
vo kuch bhi kahne se darta tha.
thoda care karta tha.
thoda helo karta thaa.
jab bhi aaye mujhpe musibat
mere pass khda vo rahta tha.
ek ladka tha divana sa jo pyar
mujhse karta tha..
-shant sharma✒️