...

4 views

jisko badalna hai vo badlega hi...
chahe kisiko kitna hi apna kehlo,
jise chhodna hai,
vo chhodega hi saath...

chahe kisiko kitna hi sahej ke rakhlo,
jise badlna hai,
vo badlega hi...

chahe kisipe kitna hi vishwas kr lo,
jise todna hai,
vo vishwas todega hi...

© kittu