...

2 views

kaha ho tum
Roz gujarti hu un hi rasto se,
Jaha hamari firse ek bar mulakat hui thi,
Nazar n aate ho tum n jane kesi bat ho gayi,
Dhundti hu tumhe har roz harzaro ki bhed mai,
N dikhai dete ho tum Kya khata hamari hai ya narazi college walo se ho gayi,
Tumhare didar ko taraste hai ye naina har roz ye hi ummed mai ghar se nikalte hai,
Kab berang si shyam mai tumhare chere ka nur hoga,
Fir wahi din wahi rang hoga,
Kab tumhara hamse milna fir se mukumal hoga,
Kab aankhe char hogi or tujhe kareeb se niharna fir ek roz hoga
© tulsi parwal