...

4 views

tera har sitam har kahani yaad hai।
Tera har sitam har wo kahani yaad hai. Tere likhe un panno me mujhe harf aaj bhi yaad hai. Mere naam ke saath tera naam hota tha . Mujhe mere panno par wo nishani yaad hai....
Tera har sitam har vo kahani yaad hai...bahut mashoor tha mera pyar tere sehar me mujhe tere sehar ki wo kahani yaad hai .  Mujhe tumhari Mohabbat or tumhara sitam dono yaad hai...
Log kehte hai tu majboor tha ...suna us din teri gali me bda sor tha ..
Tera haath uske hatho me tha ...
Or chehra par ek alag Noor tha ...
Bas us din Sara kasoor mera tha
Tu to us din bhi bekasoor tha...

© Aj mangwana