...

7 views

prakriti
corona ke kahar se insaan kya janwar bhi badle lagte hain...
kuchh Aisa hua ki aaj kal shahar bhi gaon lagte hain..
kabhi dikhti thi haryali gaon main ajj shahar bhi hara bhara Dikhta hai..
patte jo bina dhule dikhte the Hare gaon main aaj dikhne lage hain shahar main.
sunai deti hai rehat ki awaze aaj kal shahar main jo kabhi suna karte the shahar main.
Gumnam janwar bhi chale Aate hain logon ki khoj main aaj kal shahar main..
.............
still coming