...

4 views

kyu
han main bhi apna dard kahin daba dena chahta hoon..
yadon ko tumhari jehan se nikal dena chahta hoon
kyon aate hain woh jinhe chale jana hota hai
bich safar main hath chor jana hota hai

tu sunata tha jo kisse
or hansta tha jin baton pe
har lamhe main basti hai teri yaadein
bhul jaun main kaise

uss khas ki, ek khas din bhut yaad aati hai

tum chor gaye apna farman ki kardu main poore tumhare sapne adhure
kyon, kya hua chalna tha na hunme sath-sath
bnana tha ek sapnon ka ghar

kyon ho gaye tum chup se
main bhi udaas hota hoon, yaad mujhe bhi aati hai ,bol jao tum mujhse kbhi

dekhta hoon jab- jab tasveer tumhari har hansi ke piche ab pida nazar aati hai
kya itna praya tha main..tumhare liye jo apni muskurahaton se chipaya har dard ko tumne.......