...

17 views

Zakhm
Har zakhm ki kuch alag kahaani hoti hai
Har zakhm hi kuch alag kashmakas hoti hai
Har zakhm par malam lagana zaroori nahi
Har zakhm ko zakhm bolna zaroori nahi.

koi ishq ke zakhm pe jee rhaa hai
koi dosto ke zakhm pe jee rhaa hai
koi rishtedarr ke zakhm pe jee raha hai
koi maa-baap ke zakham pe jee rhaa hai.
Jeena zaroori nahi, zakhm ko malam dena.
Zakhm ke saath har pal jeena zaroori hai.

Zakhm khud mein ek dawa hai
usse chabana sikho.
Zakhm ki aag jab badh jati hai
aag ki lapte jab aur uchi hojati hai.
Tab us insaan ko pinjre mein
koi takat band nahi kar sakti.

#poetry
#poetrywritcochallenge.
Follow for more updates
Pasand aye toh❤mention zaroor karna.