...

18 views

KHAMOSHIYAN
Khamoshiyan..........
kuch keh jati , kuch suna jati h.
dil ki baat h, dilwalo ko hi samajh aati h.
baato se keh skte nhi....
chehro pe likhi hoti h.
bhasa samajh aati nhi...
jasbaten samajhni hoti h.
dekhna jo chahe iise....
ye dikhayi ussi ko deti h.
sunna jo chahe isse.....
ye sunai usi ko deti h.
bina kahe samajh paye jo..
mnn ussi ki aasha krti h.

-rajnandani
*****