...

21 views

Mera ashko ke dhare
Mere ashko ke dhare pata nahi kyu bahe Jaa rahe.
Hum Naa Ro rahe.
par wo Rukh ne ka Naam na le rahe .

Pata nahi kyu Mere ashko ke dhare kyu bahe Jaa rahe.

Aaj ki baat thi khub Surat Sama tha.
Sara duniya khusnuma SA tha.
Achanak Sara apna sa Duniya paraya ho gaya.
Sara rangin sa Sama berang ban Gaya.

Par Pata Nahi kyu mere ashko ke dhare Abhi bhi bahe Jaa rahe.
Mein Nahi Ro Rahi, par pata nahi kyu mere ashko ke dhare bahe ja rahe.