...

1 views

Bachpan or Bojh
#स्मृति_कविता

Ab jab thakkar Ghar aati hu,main khana bhi ab khud bnati hu.

jab soti hu apne bistar par, to apne bachpan ka ek gana gungunti hu..

us gane mein bhut si yaade hai, aj sab ma apko batati hun..

beta utho subh ho gayi, ab school bhi tum jana hai, aj fir koi na jane ka naya bhana hai...

khana rakh diya tumhare baste main, isko jarur khana hai, madam ji agar daante to chup sunte jana hai..

Aur jab main Ghar aati hu, khub khelke so jaati hu.. tasveere banati hu apni kitabon mein, ab unhe dekhkhe khub muskurati hun...

kab itni badi hogyi, pata nahi chala , mujhe yaaad bhut aati hai sabki main ghar ab khud smbhalti hu...





© _Dollywrites