...

6 views

Bewafa Sanam
Meri mohabbat ka mazak uda k
tune kismat ka nam de dia
waqt ko gunahgar thehra k
tune khud ko wafadar karar kia
wafai to tujh me kabhi na thi
aj mera to kal kisi or ka
hota dekha maine tujhe
par khud ko saccha sabit kar
bakio ko badnam kar dia

© Kiranmokha