...

15 views

Happy mother day..
ek MAA ko kuch sabdon mein kaise bayan karu ...itni meri aukat nahi... Bass,apne yeh jo zindagi di hai iske liye mein kaise shukriya karu.... apne jo har daam Par sath diya us sath ko apke sath kaise nibhau.... Jis MAA ne likhne aur padne ki kabil banaya uss MAA Par mein ab kya likhu....
bass itna keh sakti Hu ki Apne mujhe khush jis tarike se rakha aur jis tarike se meri degbhal ki aur jis tarah se har zid aur har pasand ka khayal rakha... assha karti Hu ki mein bhi iss tarike se apki dhyan rakh saku kisi din...