Yuva Man Ki Abhivyakti (Statement Of An Young Man's Mind)
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
Ek ore dayitvo ka both
Doosri ore koi jeevan-sangini na hona
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
kya itna saral hota hai ek yuva hona
Hoti hai man mein kai tarah ki bhavnayein
Kuch hoti hai kahi to kuch hoti hain ankahi
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
Ek ore veh desh ke liye kuch kar gujarne
ki iccha rakhta hai
To vahi doosri ore apni kalpanik jeevan-sangini ke sath kuch anand ke shann vyatit krne ki abhilasha
uske man mein hoti hai
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
Man mein hoti hain kai tarah ki duvidhayein
Sambandhon ko chunein to prem
jeevan se chala jata hai
Prem ko chunein to sambandhon
ka sath choot jata hai
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
kabhi likhta hai veh
Deshprem aur kranti ke geet
To kabhi likhta hai apni kalpanik jeevan-sangini
ke saundarya ki prashansa mein kavitayein
Kya itna saral hota hai ek yuva hona
Ek samay vo aata hai jab kalpana ke sthan par
vaastav mein kisi se prem hota hai
Yahi veh samay hota hai Jab
bhavnaon ka jwar charam pr hota hai
veh apni bhavnayein to vyakt krna chahta hai
Parantu sath hi sath uske prem ke asweekrat hone
ka bhay bhi uske man ke bhitar hota hai
Agar uske prem ko sweekrati mil jati hai
to uski prasannata apne charam pr hoti hai
Parantu jab...