...

2 views

Chand Taron ki koi ye manmaani
This is marriage or sagai song written by Kaydee,which can be done with a marriage or sagai video of Indian setting. This is ultra romantic mood and commitment song which is almost like marriage. it is celebratory lyrics and tune. ( Milan ho jaane ki feel ka song )

It needs dholak, tabla, Melodic, Guitar, and keyboard , claps , flute instruments.

Ghar me mere youn kisne ,Chand taro ko Bulaya hai.

Ya Akash ye koi unka meri Ankhon me Aya hai

Aise hi to na , kisi ne mera youn Dil Dhakaya hai e e e ee eeeeeeeeee

Chand taro koi ye manmaani, hai ishak bada mera Rumani.
Chand taro ki koi ye manmaani, hai ishak bada mera Rumani.

( ooli ooli ooli ooli as backing F vocal to support the melody continues in this line ) .

line 1 - Anatara new melody based

Chand mera hai chehra Tera, taren to tumhari ankhe hain.

Dekhne jo tumhen hum idhar udhar , Ho tej hamari Sansse hain.

line 3 - Anatara 2 - bridge melody to main mukhra melody.

Rahte the jub hum tere bina Raaten Humko tadpati thi
jhulmil Taron ki tim tim, jaise baat teri kar jaati thi.

Patjhad ke mausam me Jaise badal jo aya hai
Rab ne to karam krke Hume unse milaya hai
hui koi meri youn Deewani, Chand taron ne hai kr di manmaani.

mukhra repeat starts....

Ghar me mere youn kisne Chand taron ko Bulaya hai.

Ya ki Akash koi unka meri ankhon me Aya hai.

Aise hi to na tumne mera youn dil dhadkaya hai e e e ee

Hai ishak bada mera Rumani, Chand taro ki koi hai manmaani.
Hai ishak bada mera Rumani Chand taro ki koi ye manmaani.

Sufiana melody ending for these two lines again with different energy increase notes and beats.

Chand taro ki koi ye manmaani, hai ishak bada mera Rumani.
Chand taron ki koi ye manmaani, hai ishak bada mera Rumani..


© 7SKY MUSIC and ENTERTAINMENT