...

13 views

zindagi isika naam hai.....!!!
Rona toh bohot aana hai ....
par...
hasna pasta hai....

dard toh bohot hai sinne main Dafne....
par...
unhe chupana pasta hai....

shikayate hai times ye zindagi....
par kya kare....
kabhi Milo tum toh jaruur batayenge.....
par unhe...
dil main he dabana padta hai....

kabhi agar sochne baitho toh...
Socthi hu...
toh aausa lgta hai....
Maine pata toh which nhi
fir kya khone ka daar hai.....
dukh toh koi nhi hai muzhe
fir bhi dil be chain you hai......

aisi hi hoti hai yeh zindagi......
Na chahte hue...
hasna padta hai ....
kabhi apne liye....toh....
kabhi apno ke liye.......

dil hoonge shikwee lakhoo....
par...phir bhi....
unhe bhoola kar jina padta hai.....

isika naam zindagi kehlata hai....
zindagi kehlata hai........