...

29 views

"Abhi mara nahin"
Jinda Hun main abhi mara nahin ladkhadaya hun Magar abhi gira nahin.
mujh per Jo Aaj hanste hain unhen mujhe fir se chal kar dikhana hai.
Jin logon Ko Teri khatir chhod diya tha unse mafi mang kar ab unhen wapis apnana hai.
apni galti se Sikh kar mujhe Aaj fir se tujhe chal kar dikhana hai....

© All Rights Reserved