...

6 views

Dukh
Aaj haal kuch is kadar behaal hai ke na pucho,
Saaf rah kar bhi na saaf hoon,
Bekaar mein hi, zindagi guzaar raha hoon,
Dukh hai is baat ka, ke karta nahi apne mann ki,
par khayal hai dosron ka,
dosron ko na takleef doon, is liye khud takleef le li,
lekin ye zamana kitna khudgarz hai, gir jane wale ko otha tak nahi.

© Ayish_Nad