...

17 views

Meri aazadi k liye koi nhi??
Sharhad par dushmn desh m kaid ho chuka ,
Jha na hva apne jaise ,
Aur na pani m apno wali baat ...
Yha vikral andhere ka h basera ,
Mano jaise khushiyo n sadiyo se dala ho deraa...

Yaha n bolne ki aazadi ,
N koi apni baat khne wala..
Bahar duniya ka pta nhi mujhe,
Aur n koi btane wala ...

In ankho m bsta mere dedh ki tasveer,
Aur apne ghar parivar ka chehra..

Maut ka saya ,hmesha mandrata
M har roz mera ,
lekin ghr jane ki umid se phir jag jata..
Mujhe umid h ki mere desh ke log ,
Mujhe yad krte honge
Ek from n mujhe bhi Abhinandan ki jaise,
Ghar le jayenge..

Mitti ki khusbu ,barish ki boondein,
Ma ki mamta ,biwi ki mohabbat m
Vo khilkhilate bache aur unke khilone,
bhulne lga hu,
bhulne lga hu.

Mai khulbhushan Jadhav,
dhokhe se pakistan kaid m,
mere bhi ghar jane ki dua kro
meri bhi insaf ki aazadi ki mang kro
meri bhi aazadi ki mang kro
meri zindgi bhi khatre m h

meri aazadi k liye bhi koi ldo!
meri aazadi k liye bhi koi ldo!
© #lost diary
#kulbhusan #justice #freedom #loveyouzindagi #familylove #NationFirst #aazaadi #insayniyat #humanity_shots_ #humanism #BeautifulEnd #beautifullife