...

7 views

pta nhi ye kesa raasta h
pta nhi ye kesa raasta hai
m hun tra tu h mri
phir kyu ye dooriyan ki daasta h
jo m chahta hu vo chahkr bhi paa ni sakta
jo tu mujhe samjati h vo samajna ni chahta
ab samajne s darr lagta hai
shyd samajgya to jo pakadke jee raha hun vo bhi chut jayega
pta nhi ye wakt kese kese aalam dikhayega
par khada rahunga vhi jha tu mere saath tha
pta ni us waqt tra haath ya mra khuda mre paas tha
badi ajeeb si dasta h ye, tre liye hi dua krta hu , tujhi se kyunki shyd esa khuda kahi mila nhi
vo mre liye tab bhi tha
jab m khud chahta tha ki chhod jaye mujhe
m to chla jaunga ye aadha adhura sa ishq reh jayega
shyd jo tra tha vo ab mra ho payega
tu mri hi thi , pta nhi tujse kya pana chahta tha,
m tujme khudko meetana chahta tha
aaj bhi hu, par nhi jaanta aadha hun ya poora hun,
pta sirf etna h es dard p haq sirf mra h
aadha adhura sa hi , ye ishq mra h