papa....
har dard ka ilaaj rkhta hai
mere upar apne haatho ka taaj rakhta hai
ro du jis din main
apne behte aansuo ko raaz rkhta hai
har subh ke chai ke pyale se lekr
raat ki meethe doodh ka hisab rkhta hai
main khaya hoga ya nahi
har baar ye sawal rkhta hai
tum raho chand se shithil
isiliye uparwala tumhare liye papa ka pyar rkhta hai
mere upar apne haatho ka taaj rakhta hai
ro du jis din main
apne behte aansuo ko raaz rkhta hai
har subh ke chai ke pyale se lekr
raat ki meethe doodh ka hisab rkhta hai
main khaya hoga ya nahi
har baar ye sawal rkhta hai
tum raho chand se shithil
isiliye uparwala tumhare liye papa ka pyar rkhta hai