The messedup poem!
Abb intezaar nahi karna Chahta ye dil,
Tumse aage bhi Badhna nahi Chahta ye dil..
khwab dekhe Hai iss dil ne
aab yee bardasht Nahi karpata Hai
kya kare ye saala dil Piche Laut Ke Aana Nahin Chahta Hai
Aaj phir laga ke meri zindagi tere bina aadhuri hai
Teri baatein infizaon se jaana bhi jaruri hai "
Aur aaj tu mere nigaho se saame tho nhi hai
Tera intezaar karna ye hi pyaar ki mujburi hai
Aab tumhara intezaar karke thak gya hai ye dil ..
Mere Haalat zaya kar rahe hain kuch alag hi jazbaat"
Aabhi bhi yaad hai mujhe aapni peheli mulakaat
Socha Usse dil main he rakho varna
Logo ko pata dhal jaati tere aur mere pyaar ki baat
Aab bass ho gya na, luat kar aao na, mujhe aapni gale se lgao na
kyu ki
Dimaag rukne nahi de raha
Dil aage badhne nahi de raha
Saase tera naam leti hai
Kya Karen ab ye Jamana Tere Bina zindagi jeene Nhi de raha
Ye dil tumse Milne k liya bekarar hai
Tu dhhodkar gyi thi mujhe par bhi mujhe tera intezaar hai
© Anosh S. Bhalerao