...

17 views

Maa ka anchal
hajaro me ek the hum apni maa ke liye
par akele hi rah gaye hajaro me

ladte rahe pal pal khusi pane ke liye
maa ke anchal se dur rahne se

kadam kadam par yaad aane ke liye
teri parchaai bane hai hum

hum apna sapna pure karne ke liye
teri ummido par khare utare hai

maa tera anchal pane ke liye
aaj bhi bekakar hai hum

wo achal nhi jaahan tha hamare liye
apna jaahan ab dhundte rahte hai hum


@piyu@love u jindagi # maa ka pyaar# keep writing#