...

5 views

Man MON Kyuuu......
Man mon vrat kar dekho apradh karta hai,
kis Bhati jan-jati ka aaghat karta hai ,
ukhad fenkni thi bhrashtachar ki har ek jad,
Ban ke savan usi per barsat karta hai ,
Band aankhon se nyaay ki guhar karta hai ,
kayar hriday se lachari ka swang Rachta hai ,
katla Swabhiman ka sare-aam karta hai , kis Bhati Hind swayam ka Samman karta hai.....



© saumya