...

2 views

zindagi
duniya dekh kar jindagi nahin jini chahie.
duniya se jab waqt mile use chura kar jindagi jini chahie.
duniya to bahut khubsurat samudra ki tarah hai.
jo dikhta to bahut khubsurat hai.
lekin vahan jindagi jina maut ke barabar hai.
isliye duniya dekh kar jindagi nahin jini chahie.
jindagi to jab waqt mile use chura kar zindagi jini chahie. 🥰🥰😍😍
Priyanka Rawat