...

14 views

Maa

Meri maa k lie me kbhi bdi nhi hui.....
Wo bachpan me unki ungli pakad k chalne se le kr aaj unk sth kadam se kadam milane ka safar... Bs safar hi nhi rha....unki hr ek bt ek sikh bn kr jivan bhr mre sth yuhi rahegi....
Jindgi ki pehli teachr se le k umar bhar ki pyari dost tk ka safar kbhi khatam na ho... Wo muj or me unhe bs yuhi ek pyari muskan k sth yad aate rhe.... Chod to aai hu wo bachapan ka aangan pr choot na paya wo maa ka aanchal.... Jiski pyari si chaw me sote hi jese sara jivan ek suhana sa sapna bn jata tha... Maa kitna kuch kehna h pr kaha nhi ja rha h... Shyad mre shabdkosh k khtam hone ka mod aa gya h....dua h to bs yhi ki aap sada yuhi raho muskurati.....