...

1 views

"man aur tark"
"Na puri mn ki sun paya
na pura tark lga paya,
na reh saka jo tha usme
na kuch wo anjana sa pa paya,
na mol bhav me rha khara
na mn ka bhav tu jee paya,
aadha adhurapan jaisa ye
kyu jeevan tune apnaya,
kuch sun mn ka bhav bhi
kuch tark vitark bhi na bura,
dono ka ek barabar mail
sundr jeevan ka sauda khara"🤍