...

3 views

❤❤❤
yun too muskuratay
dekha hai
phoolon ko
mehakti kaliyun ko
baras jatay hain
jab toot kai badal
to behak jaata hai mera mann
tujse milnay koo
dar gaya hai mera mann
tujse milkar bichdnay ko
aap na janay aap kya hain
ap meri zindagi
aur meray khaab hain
subah sai shaam
aankhon Mai
aap ki tasveer
and mannn mai app kai
khayal hain
jab bi tuje
kartay hain
aatay humien aanson
hazaar hain
jab udaasi chaa jaati hai
na jaanay kyu teri yaad aati hai
jab bi khushi mil jaati hai
shamal e hisa aap ka kirdar ban jaati hai
yun hi nahi hum
deewanay teray
tere saath reh kar
hamari zindagi swarn jaati hai
dil doob gaya hai
gamoon mai
bas eak hi shahara
tera saath
aur meray mann ka dhaara
mil jawo tum
to mil jaye kinaara
warna yun kaakh hai jeena hai
mera
too hi swaira
too hi shaam
too hi meri zindagi ka. maila

© H. kesar iqbal