Ma ka dular
ma sunne m bus ek name h
bus do hi toh akshar hai
lekin ye toh sab jante hai
ki in do shabdon m pura
bramahnd samaya hai
jiska varnan koi shabdon
m koi nhi kr sakta .
shabdon m kisi ke pyar
ka varnan karna asan nhi
hota. jo hume khush krne
ke liye khud apne anshu
chupati hai, wo ma hi toh h
jo hume khush dekhna chahti
hai, Han wo ma hi h jo har roj
dusron ki najar se bachne ke liye
apko ankhon m kala teeka lagati
hai, taki koi buri najar hume bimar
ya koi nuksan na kr sake.han wo
ma hi h jo har subah dant kar
hume uthati hai, humare liye
roj naye naye pakwan bana kar
hume khilati hai, iske badle m
use kuch nhi chahiye. hume khata
dekh uski ankhon m jo pani aata hai
wo asal m khusi ke aansu hote hai
hume chont lagne pr sara kaam chod
kar dawai lagati hai, Han wo ma hi
hai jo jara si chont pr baichan ho ...
bus do hi toh akshar hai
lekin ye toh sab jante hai
ki in do shabdon m pura
bramahnd samaya hai
jiska varnan koi shabdon
m koi nhi kr sakta .
shabdon m kisi ke pyar
ka varnan karna asan nhi
hota. jo hume khush krne
ke liye khud apne anshu
chupati hai, wo ma hi toh h
jo hume khush dekhna chahti
hai, Han wo ma hi h jo har roj
dusron ki najar se bachne ke liye
apko ankhon m kala teeka lagati
hai, taki koi buri najar hume bimar
ya koi nuksan na kr sake.han wo
ma hi h jo har subah dant kar
hume uthati hai, humare liye
roj naye naye pakwan bana kar
hume khilati hai, iske badle m
use kuch nhi chahiye. hume khata
dekh uski ankhon m jo pani aata hai
wo asal m khusi ke aansu hote hai
hume chont lagne pr sara kaam chod
kar dawai lagati hai, Han wo ma hi
hai jo jara si chont pr baichan ho ...